गुरुवार, 19 अगस्त 2010

bihar me vidhansabha chunaw honewala hai. nitish ji ne sarkari abhiyan shuru kar diya hai. lalu paswan ek ho chuke hai. lekin koi nahi samajh pa raha hai ki janta ka oonta kis karwat baithega. nitish gi apne aadhe -adhure kam ke sath jnta ke bich ja rahe hai kam pura krne ke liye aur panch saal ka samay mang rahe hai . lalu paswan forward ko nirnayak vote mankar unhe lubhane ki kosis kar rahe hai . dalbadal ki mahamari netao me fail chuki hai. dm sp ke tbadle ki kriya suru ho chuki hai. ab janta ki bari hai